Bhole Baba - Kedarnath | Poetry by Nitin Bhavsar


Mere desh mein aaya bhole nath k ghusse ka sailaab hai ..
Nadi naale to chhodo gayab sadko par chhaye bade talaab hai...

Zindagiya mit gayi kai sari ..
Beh gaye rishte pani mein ..
Toot gaye lakho dil..
Zara si sarkar ki nadani mein..

Kya desh hai mera netagiri chalu hai ..
Petrol se bhi mehenga beek raha udhar pani hai..           
Bhuka bhi mar sakta hai koi is desh mein aapada mein,
Ye baat mere toote man ne aaj jani hai..  

Kab tak aakhir yu hi bebas rahunga mere haq k liye..
Aaya kahi ka neta udaya jahaj aur apne logo ko lekar kat liya..
       
Chalo jo bhi bache unko shubh kamnaye meri ..  
Par jo mar gaye unke k liye mujhe koi samjhaye..
Kyoki mujhe nahi lagta kisi unme se kisine bhi jahaj ka ticket liya...
Aap kya sochate hai..mene kuch galat likha??? 

Regards - Nitin Bhavsar
Bhole baba ka bhakt..kyo nahi mera desh sashakt..   

Post a Comment

0 Comments