Election day | Elections in India | Political Poetry by Nitin Bhavsar

Fir chunav wale din kaha ghumne ka plan hai?
Sare dusre jayenge vote dalne bhala hinduo tumko kya kaam hai..
Fir aayegi congrez
Loot legi bachi kuchi izzat bhi tumhari..
Tum dekhna movie, jana picnic
Bhala vote dalna bhi kaha tumhara kaam hai?
Sahi to hai saal bhar mein ek hi to chutti milti hai masti marne ko..
Bache 364 din to apko sahi mein bahot kaam hai..
Vote dalo mere bhai yaad se is bar
Warna aayegi congrez
Fir kehte firoge desh mein macha hua mehengayi ka katle-aam hai
Mujhe kisi party se kuch nahi lena dena..
par ye desh ko chalana apna hi kaam hai..
Sab hai pareshan is mehangai se
Kya hindu-muslim kya allah-ram hai.
Do vote this election else start yoga to handle frustration..  :) 
Forward karo bhai.. no thanks no mention..
                                                    
Jai Hind.. Jai Bharat..

Post a Comment

0 Comments